Skip to content

plese review my blog

The IndiBlogger forum is now a read-only archive. Every public discussion is still here to read, but new topics and replies are closed.

Mahesh
from kanpur |

please can u rview my blog.

Replies 1 to 1 of 1

Dhiman
from Bangalore |

Mahesh ji,

maf kijiye ga main hindi font use nahi kar pa raha hun...

apka blog bahut hi sundar hai... khas kar usme jo bachho ka painting aur kahaniya dali gayi hai... yeh thoda alag hain dusre blogs se...

Aur ek baat yeh blog mujhe apna scholl magazine ki yaad dila diya hai :) :)

badiya prayas hai apka... apki blog ko kafi saare pathak milenge zaroor....main to waise hi pathak ban chuka hun :D

Mahesh
from kanpur |

dhiman jee aapko bahuat bahuat shukriya. aapne apna kimati wakat diya. balsajag bachchon ka hi blog hai wahi khud likhte hai aur tay karte hai ki koun sa kavita ya kahani blog par dala jay. http://balsajag.blogspot.com 

bachchon ki hausla afjai ke liye dhanwad.

aap use google translat men badal to padhane men aasan hoga.

Mahesh