dofollow aur nofollow backlink blog ke liye bahut hi important hai. har blog pe 70% dofollow aur 30% nofollow backlink ka score sabse best hota hai. rahi baat dofollow backlink se milne wali benefit ki to wo hamesha hi achi hogi q ki dofollow backlink jusic link hoti hai jo domain ka da, pa increase karne me kafi kaam ki sabit hoti hai.
dodfollow backlink se aapko kya fayda milega yah to aap ache se samjh gaye hai lekin aapko ek aur baat ka dhiyan rakhna hai wo hai backlink ki quality kaisi hai jitni jayad quality utna jayda benifit ex : aap 100 dofollow backlinks banate hai lekin uski quality achi nhi hai to aapko uska fayda nhi milega wahi aap 1 quality backlinks banate hai to woh 100 backlinks se better hoga. sabse phele to aap backlinks kya hai isko ache se samjiye jiske liye aap hamari backlink kya hai aur quality backlinks kaise banate hai ki post jarur padhe jo aapke liye bahut hi helpful sabit hogi.
Snip: No SSP. Even the ones not listed in your indiblogger account. You think I don't check Whois details? :P