
Rakesh Roshan
blogs from New Delhi


Thehri si ,sehmi si,mujhe kyon tu kuch khamosh si lagi,aankhon se bolti hai tu,hai jo raaj chupe dil me saare. Keh bhi de ab sab naa,ke dil toot jayega agar;ye jaahir hua mujhe kisi aur se,haan yeh dil toot jayega. fir agar reh gayi toh,dil mein khalish mujhse mat kehna,ke main ab aur na rukunga,ke...
Posted on 24 March 2015 | 1:12 am
Read postSaare najaaro se roshan ho ye jahan,jahan milti ho har lamha ek nayi khushi,saanso se kehti ho jindagi jahan har pal ek dua,kuch aisa ho har din aapka. Milti ho jahan hasi har pal,or guhlti rehti hai wo dhadkano mein sada,ankho se gire jo ashq hai ho wo khushi k,kuch aisa ho har lamha aapka. Behta h...
Posted on 24 March 2015 | 1:10 am
Read postKasoor teri aankho ka nahin,kasoor mere hone ka hai.kasoor teri nafrat ka nahin,kasoor mere dil lagaane ka hai.kasoor tera nahin jo muje tanha chhod diya,kasoor mera tuje chahne ka hai!
Posted on 24 March 2015 | 1:08 am
Read post